| Sr no | Complain Code | Name(Mobile) | Complain Type | Address | Complains Description | Status | Complain Date |
|---|---|---|---|---|---|---|---|
| 1 | 197345 | Piyush | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Kalakankar Atauliya Atauliya |
“मेरे गांव अतौलिया, जिला प्रतापगढ़, उत्तर प्रदेश में कई दिनों से पानी की सप्लाई नहीं आ रही है। गांव के लोगों को पीने और दैनिक उपयोग के पानी की गंभीर समस्या हो रही है। कृपया जल्द से जल्द पानी की सप्लाई बहाल कर आवश्यक कार्रवाई करें।” | Pending | 13-05-2026 |
| 2 | 197344 | Piyush | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Kalakankar Atauliya Atauliya |
“मेरे गांव अतौलिया, जिला प्रतापगढ़, उत्तर प्रदेश में कई दिनों से पानी की सप्लाई नहीं आ रही है। गांव के लोगों को पीने और दैनिक उपयोग के पानी की गंभीर समस्या हो रही है। कृपया जल्द से जल्द पानी की सप्लाई बहाल कर आवश्यक कार्रवाई करें।” | Pending | 13-05-2026 |
| 3 | 196938 | AVADHESH MANI | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Pratapgarh Aaspur Devsara Aurain Aurain |
Gram sabha aurain ke mukhya gaon Aurain me abhi tak supply pipeline hi nahi dali gayi jabki tanki ban gayi , dali gayi, pipe line me supply bhi shuru ho gayi parantu mukhya abadi wale ilake me pipe line hi nahi hai balki gaon ke bahar hi pipe lakar chhod diya gaya ,jiske karan ek badi abadi dushit jal peekar beemar hone ke liye majboor hai . Is sambandh me jimmedar logon ko turant kam pura karne aur shuddh jal uplabdh karane ka nirdesh dene ki kripa kare . Dhanyvad | Pending | 09-05-2026 |
| 4 | 196822 | Aman Viswakrma | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
Prarthi ke gav may 1 month se pani ki supply nahi ho rahi hai | Pending | 08-05-2026 |
| 5 | 195014 | N/A | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Vihar Sarayindrawat Sarayindrawat |
सेवा में श्रीमान जल निगम महोदय मेरा नाम अंकित है मैं जिला प्रतापगढ़ उत्तर प्रदेश से हूं नगर पंचायत डेरवा बाजार में जो पानी की टंकी लगी है गांव गांव सप्लाई नहीं हो रही है सिर्फ जब से लगी है एक भी दिन सप्लाई नहीं हुआ अतः आपसे अनुरोध करता हूं और सत्य अभियंता कृपया सही रूप से जल सभी के घर पर पहुंचे क्योंकि इस गर्मी में भी बहुत प्रॉब्लम हो रही है जानवरों को पानी पिलाने के लिए और भी आदमियों को भी बहुत तपेश गर्मी में झेलना पड़ रहा है अत महोदय यह मामला संज्ञान मिले और कार्रवाई करें धन्यवाद | Pending | 22-04-2026 |
| 6 | 194368 | virender pratap singh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Sadar Bhuvalpur Kila Bhuvalpur Kila |
adhe gao mein pani nhi mil rha hai gao walo ko pani ki dikkat hai | Closed | 20-04-2026 |
| 7 | 193355 | renu | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
proper supply nhi milti hai motor kharab hai 15 din se ek dum supply band hai gao walo ko pani ki dikkat hai isse phle shikyat ki thi glt report lga kar complain close kar di gayi | Pending | 15-04-2026 |
| 8 | 191989 | aparna singh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Singhipur Darra Darra |
jab se supply start hui hai tab se aj tak prarthi ke ghr mein pani nhi mila hai | Pending | 09-04-2026 |
| 9 | 191774 | renu singh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
proper supply nhi milti hai motor kharab hai 15 din se ek dum supply band hai gao walo ko pani ki dikkat hai | Closed | 08-04-2026 |
| 10 | 191388 | Ambika Mishra | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Kalakankar Atauliya Atauliya |
1 Mahine se parthi ke ghar mei pani ki supply nhi ho rhi hai | Closed | 06-04-2026 |
| 11 | 191114 | N/A | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Sadar Nariya Nariya |
Pipe line damage complaint | Closed | 04-04-2026 |
| 12 | 191113 | N/A | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Sadar Nariya Nariya |
Pipe line damage complaint | Closed | 04-04-2026 |
| 13 | 191096 | ambika prasad | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Kalakankar Atauliya Atauliya |
1 month se prarthi ke ghr mein pani nhi mil rha hai pani ki dikkat hai | Closed | 04-04-2026 |
| 14 | 190300 | sailesh kumar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Patuti Kanja Sarai Gulami Kanja Sarai Gulami |
jab se supply start hui hai tab se aj tak prarthi ke ghr mein pani nhi mila hai | Pending | 31-03-2026 |
| 15 | 189740 | ranjeet yadav | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Babaganj Annawan Annawan |
40 ghron mein jjm ka connection nhi hua hai gao walo ko pani ki dikkat hoti hai | Pending | 28-03-2026 |
| 16 | 189739 | ranjeet yadav | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Babaganj Annawan Annawan |
40 ghron mein jjm ka connection nhi hua hai gao walo ko pani ki dikkat hoti hai | Pending | 28-03-2026 |
| 17 | 188849 | jitender shukla | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Kalakankar Rampur Garauli Rampur Garauli |
pipeline damage hai sadak pe pani bhta hai ane jane mein dikkat hoti hai | Closed | 25-03-2026 |
| 18 | 188622 | reeta shukla | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Kalakankar Rampur Garauli Rampur Garauli |
pipeline damage hai sadak pe pani bharta hai ane jane mein dikkat hoti hai ghron mein supply nahi jati hai | Closed | 25-03-2026 |
| 19 | 186236 | sachin | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
prarthi ke gav may kie jhaga pipeline leakage hai pani waste ho raha hai ,pani ki bahut dikkat ho rahi hai,prarthi ke dukan ke samne pipeline leakage hai | Closed | 12-03-2026 |
| 20 | 183380 | ????????? ????? ???????? | WATER QUALITY COMPLAINTS |
Pratapgarh Aaspur Devsara Aurain Aurain |
पानी इंडिया मार्का नल से पाइप ख़राब होने के कारण नहीं आ रहा है, यदि दस मिनट चलाये तो तोड़ा आता है वाह भी जंग के साथ. एक हफ्ते से प्रधान तथा उनके प्रतिनिधि से कहने पर भी नहीं बनाया जा रहा है क्या यही सरकार की शुद्ध पेय जल योजना है, जो एक आम आदमी को शुद्ध जल नहीं मिलना चाहिए, यदि जिला स्तर से हो जाय तो ठीक नहीं तो आगे भी बढ़ना पड़ेगा, | Closed | 24-02-2026 |
| 21 | 182644 | devendra prashad mishra | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Sadar Bhuvalpur Kila Bhuvalpur Kila |
pump operator ne devendra prashad mishra ke khet me tanki ka pani bhar diya hai jisse unki fasal khrab ho rhi hai , or prarthi ne mana kiya to pump operator kah rhe hai ki JE ne bola hai krne ko sichai gao ke logo ke khet me | Closed | 19-02-2026 |
| 22 | 179455 | ram lakahn saroj | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Shivgarh Garapur Randava Patti |
prarthi ke ghar ke samne pipeline leakage hai jal bharav ho raha hai tap anhi laga hai | Closed | 24-01-2026 |
| 23 | 179454 | ram lakahn saroj | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Shivgarh Garapur Randava Patti |
prarthi ke ghar ke samne pipeline leakage hai jal bharav ho raha hai tap anhi laga hai | Closed | 24-01-2026 |
| 24 | 178791 | Gyanendra Kumar Shukla | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Lakhoopur Basupur |
mere dear se jo pipe line gayi hai wo damage hai kripya use thik karwaye | Pending | 19-01-2026 |
| 25 | 176002 | N/A | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Akodhiya Akodhiya |
Kai baar hamne bataya pani tank vale ko lekin koi sunne ko taiyaar nhi hai ,hamari fasal kharab ho rahi hai | Closed | 23-12-2025 |
| 26 | 175278 | shiva kant | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Sandwa Chandrika Raivi Rajanipur Bhairopur |
prarthi ke gav may pani ki supply nahi ho rahi hai,jab se supply start hue hai | Closed | 16-12-2025 |
| 27 | 173858 | hakim | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Lakhoopur Basupur |
pipeline damage hai jis wjh se khet mein pani jata hai pani fasal nahi lga pa rahe hai | Closed | 03-12-2025 |
| 28 | 173333 | aniket yadav | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
prarthi ke gav may 5 din se pani ki supply nahi ho rahi hai | Closed | 28-11-2025 |
| 29 | 172544 | rudra pratap singh | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
prarthi ke gav may pipeline leakage hai pani waste ho raha hai | Closed | 20-11-2025 |
| 30 | 172543 | rudra pratap singh | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
prarthi ke gav may pipeline leakage hai pani waste ho raha hai | Closed | 20-11-2025 |
| 31 | 170062 | amar nath | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Magraura Bahupur Bahupur |
prarthi ke ghar ke samne pipeline leakage hai pani ghar ke undr ja raha hai | Closed | 03-11-2025 |
| 32 | 168976 | sunny patel | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Sadar Konpa Konpa |
prarthi ke gav may pani ke supply nhi ho rahi hai 2 month se | Closed | 25-10-2025 |
| 33 | 163108 | urmila | ROAD CUTTING COMPLAINTS |
Pratapgarh Shivgarh Garapur GARAPUR |
connection baki h. supply regular nhi milti h. road damage h | Closed | 23-09-2025 |
| 34 | 161152 | ashish pandey | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Sadar Konpa Konpa |
prarthi prarthi ke gaw me 3 din se supply nhi aa rhi h. pani ki bahot killat h aur tnki ki supply nhi mil rhi h. | Closed | 15-09-2025 |
| 35 | 160896 | bharat bhuwal singh | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Sadar Bhilampur Bhilampur |
prarthi ke connection ki fiting sahi se ki gyi thi h. cement se pipe line lock kiya jata h wo tut gyi h. supply gir rhi h | Closed | 15-09-2025 |
| 36 | 159188 | prakash tiwari | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Gaura Kaili Deeh Kaili Deeh |
prarthi ke ghr ke pas viwadit jamin pe pipe line na dala jaye | Closed | 09-09-2025 |
| 37 | 153902 | ?????? ????? | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Lakhoopur Basupur |
महोदय, मेरे घर तक अण्डरग्राउण्ड पाइप डाली गयी है परन्तु अभी तक कनेक्शन नहीं किया गया है जिस कारण पानी नहीं मिल पा रहा है,इसलिये कनेक्शन कराने (नल,टोंटी लगवाने) की कृपा करें।मई में भी आपको अवगत कराया था परन्तु अभी तक नल/टोंटी नहीं लगायी गयी है | Closed | 10-08-2025 |
| 38 | 152642 | vijay kumar panday | WATER QUALITY COMPLAINTS |
Pratapgarh Sadar Konpa Shri Nathpur |
prarthi ke ghar pe connection hua hai tap nahi laga hai | Pending | 29-07-2025 |
| 39 | 152348 | virender mishra | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Sadar Konpa Shri Nathpur |
prarthi ke ghar connection ho gya hai tap nahi lgaya hai | Pending | 26-07-2025 |
| 40 | 151753 | samar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
pipeline leak hai jis kuch ghron mein supply nahi ja rahi hai feb mein shikiyat kii thi koi sunwai nahi hui hai /bar bar shikiyat krne pe bhi koi sunwai nahi hoti hai old code-134260 | Closed | 22-07-2025 |
| 41 | 150339 | sahbaj alam | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Gaura Khakhapur Khakhapur |
prarthi ke ghar pe connection hua hai, pani ke supply nahi ho rahi hai | Closed | 09-07-2025 |
| 42 | 149869 | anuj kumar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Kalakankar Atauliya Atauliya |
jjm ki trf se fitter ki training di gayi thi 2 saal se kaam kar rhe hai or abhi tak koi payment nahi mila hai ..... | Closed | 04-07-2025 |
| 43 | 148253 | aslam | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Lakhoopur Lakhoopur |
prarthi ka connection mein pipeline damage ho gayi hai jis wjh se pani beh raha | Closed | 20-06-2025 |
| 44 | 147193 | monu | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
prathi ke gaw me supply ki time bahot km h. kbhi 20min supply milti h kbhi 30 min | Closed | 12-06-2025 |
| 45 | 143913 | santosh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Lakhoopur Basupur |
connection ho gya hai lekin 5% ghron jagah tab nhi lge hai jis wjh se supply nhi milti hai | Closed | 21-05-2025 |
| 46 | 142087 | bablu gupta | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
1 hafte se pure gao mein supply nhi mil rahi hai pani ki bht dikkat hai /gao mein koi bhi pani ki suvidha nahi hai | Closed | 29-04-2025 |
| 47 | 137485 | mahadev patel | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Saherua Saherua |
Prarthi shri mahadev patel ji ghar me pani ki supply nahi mil rahi hai jab kabhi pani aata h wo bhi bahut kam aata hai bund bund kar k aata hai | Closed | 07-03-2025 |
| 48 | 134260 | shri samar kkannaujiya | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
Prarthi shri samar kannaujiya ji k ghar k pas me leak kar raha hai sara pani road me he nikal ja rha hai or supply ghar me nahi ja rha hai or bar bar bolne par bhi koe response nahi mil raha hai or pani bhi barbad ho rha hai | Closed | 08-02-2025 |
| 49 | 134110 | shri shree ram patel | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
Prarthi shri shree ram patel ji k ghar k pas me pipeline leak kar rha jis karan prarthi k ghar me supply nahi mil rahi h or tanki par complain karne bol rahe ki hum sirf supply start karte hai | Closed | 08-02-2025 |
| 50 | 131136 | prathi | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
Prathi shri ashish kumar singh ji ghar me pani ki supply nahi mil rahi hai or baki gaon me supply mil rahi hai | Closed | 21-01-2025 |
| 51 | 129277 | ashish jaiswal | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Gaura Mahothari Mahothari |
ashish jaiswal parthi he gao mein abhi tak connection nahi kiya hai gao walo suddh pani ki zarurat hai | Closed | 08-01-2025 |
| 52 | 124917 | prathi | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
sandeep pipeline fult hai use repair nhi kiya ja raha hai bar bar kne pe koi sunwai nahi hui hai | Closed | 29-11-2024 |
| 53 | 110472 | ramashanksar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
prathi k ghar par pani ki supply nahi aa rahi hai or sath he gaon me bhi pani ki supply har connection tak nahi ja rahi hai kahi kahi he pani mil raha hai wo bhi bahut he kam mil raha hai or bar bar complain karne par bhi koe karwahi nahi ho rahi hai jis karan gaon me pani ki bahut jada prob. ho rahi hai sirf ashwasan he mil raha hai bar bar kripya iska sangyan lena chahe. | Closed | 21-05-2024 |
| 54 | 101676 | prarthi | ROAD CUTTING COMPLAINTS |
Pratapgarh Babaganj Jagapur Jagapur |
महोदय सादर अवगत करना है कि पेयजल हेतु पाइप लाइन बिछाते समय सड़क और रोड को खोदा गया परन्तु पाइप लाइन बिछ जाने के बाद सड़क और रोड को पूर्वत सही नहीं किया गया जिस कारण आम जनमानस को आवागमन मे असुविधा का सामना करना पड़ रहा है आपसे विनम्र प्रार्थना है कि उक्त समस्या का यथाशीघ्र समाधान करवाने की कृपा करे | Closed | 16-05-2024 |
| 55 | 100938 | dilip kumar | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Pratapgarh Kalakankar Rampur Garauli Rampur Garauli |
bht sari problem hai dm sahab ko application diya tha fir bhi koi kam nhi ho rha hai | Closed | 16-05-2024 |
| 56 | 110244 | shailendra | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
yadav basti me pani ki supply nahi aa rahi hai 3 din se or bar bar bolne par bhi koe karwahi nahi ho rahi hai kripya iska sangyan lena chahe gaon me pani ki bahut jada prob. ho rahi hai | Closed | 15-05-2024 |
| 57 | 109682 | ramashanksar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
prathi k ghar par nahi aa raha hai or jab kabhi pani aaya hai to bahut he dhere aata hai na k barabar or gaon me bhi pani nahi mil pa raha hai jab se supply start hue hai tabse ye prob. ho rahi hai | Closed | 27-04-2024 |
| 58 | 102898 | rivendre | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Pratapgarh Gaura Khakhapur Khakhapur |
abhi tak koe bhi kaam pura nahi hua hai or sare connection bhi nahi hue hai or road bhi kharab pada hua hai jisko thik nahi kiya gaya hai or kaam bhi band pada hua hai 2 month se. | Closed | 16-04-2024 |
| 59 | 102903 | RAMA KANT | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Pratapgarh Shivgarh Pandey Tara Pandey Tara |
abhi tak sare connection bhi nahi hua hai or pani ki supply bhi proper start nahi hue hai or road bhi kharab padi hue hai or kaam bhi band pada hua hai bahut time se. | Closed | 16-04-2024 |
| 60 | 108612 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Pratapgarh Singhipur Darra Darra |
श्रीमान मेरे घर की पानी की आपूर्ति अभी तक नहीं शुरू की गई है और शुरू करने के लिए रिश्वत की मांग की जा रही है साथ ही मेरे स्कूल जहाँ पानी की अत्यंत आवश्यकता है वहाँ अभी तक पाइप ही नहीं पहुंची ठेकेदार से कहने पर वह रिश्वत की मांग कर रहा है। श्रीमान जी से निवेदन है कि मेरे घर और स्कूल की पानी की आपूर्ति सुनिश्चित कराने की कृपा करें | Closed | 27-03-2024 | |
| 61 | 107692 | prakhar shukla | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
aghe gao mein supply nahi ja rahi hai jha supply ja rahi hai wha bhi bht slow pressure se ja rahi hai | Closed | 02-03-2024 |
| 62 | 106970 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
gaon me pani ki supply ekdam band padi hue hai or bar bar bolne par koe karwahi nahi ho rahi hai jab bola jata hai to thodi der k liye chala diya jata hai bad me fir band kar deta hai or koe adhikari aata hai to thodi der k liye fir chala deta hai or leakage thik karne k liye koe karwahi nahi ho rahi hai or gaon me pani ki samasya bani hue hai | Closed | 14-02-2024 | |
| 63 | 106961 | shiv | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Pratapgarh Mandhyatha Barahua Bhojpur Barahua Bhojpur |
gaon me pani ki supply 2 month se band padi hue hai jisko abhi tak start nahi kiya gaya hai or bolne par kah rhe hai ki pipeline ek jagha se leak kar rahi hai jis karan supply band padi hua hai pure gaon ki | Closed | 14-02-2024 |