| Sr no | Complain Code | Name(Mobile) | Complain Type | Address | Complains Description | Status | Complain Date |
|---|---|---|---|---|---|---|---|
| 1 | 194888 | ????????? ????? | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Talvipur Talvipur |
शिव मन्दिर के पास पाईप लीकेज सही नहीं किया गया है एक महीने पहले कम्पलेंड किया था अभी सही नहीं हुआ है | Closed | 22-04-2026 |
| 2 | 192485 | shalender | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Talvipur Talvipur |
shiv mandir ke pas pipeline damage hai sadak pe pani bharta hai | Closed | 11-04-2026 |
| 3 | 191303 | deepak singh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Lahurewan Dundpur |
prarthi ke gav may pani ki supply nahi ho rahi hai starting may 2 din supply hue tan se supply band hai | Closed | 06-04-2026 |
| 4 | 191009 | Vimal Verma | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
PARTHI KE GAON MEI PANI KI SUPPLY NHI HO RHI HAI | Closed | 04-04-2026 |
| 5 | 189021 | salender | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Talvipur Talvipur |
shiv mandir ke pas pipeline damage hai sadak pe pani bharta hai ane jane mein dikkat hoti hai | Closed | 26-03-2026 |
| 6 | 187774 | kuldeep | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Talvipur Talvipur |
shiv mandir ke pas pipe line damage he bhari pani bhar rha he kripya ese sudhar kare | Closed | 20-03-2026 |
| 7 | 187773 | salender | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Talvipur Talvipur |
Talvipur me shiv mandir ke pas pipe line damage he kripya ese sudhare | Closed | 20-03-2026 |
| 8 | 187637 | SANTOSH KUMAR | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Kasmanda Kalyanpur Kalyanpur |
Connection Adhure hai /Road Damage /Pipeline Adhuri hai | Pending | 20-03-2026 |
| 9 | 187625 | SAROJNI | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Kasmanda Bambhera Bambhera |
Connection Adhure hai/Road Damage /Pipeline Leakage | Pending | 20-03-2026 |
| 10 | 187274 | deepak | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Kasmanda Paisiya Paisiya |
prarthi ke gav may pipeline leakage hai ,2 month se samasya ho rahi hai,prarthi ke ghar pe jjm ka connection nahi hua hai | Closed | 18-03-2026 |
| 11 | 187262 | RAJNI DEVI | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Reusa Belha Dariyana Belha Dariyana |
Connection Adjhure hai /Road Damage /Pipeline Leakage | Closed | 18-03-2026 |
| 12 | 185976 | shivam | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Ruknapur Ruknapur |
prarthi ke gav may pipeline leakage hai | Closed | 11-03-2026 |
| 13 | 185975 | shivam | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Ruknapur Ruknapur |
prarthi ke gav may pipeline leakage hai | Closed | 11-03-2026 |
| 14 | 185923 | anmol kumar | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Ruknapur Ruknapur |
prarthi ke ghar ke samne pipeline leakage hai 20 din se samasya ho rahi hai | Closed | 11-03-2026 |
| 15 | 185840 | jitendra singh | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Jeetamau Jeejamau Kalan |
prarthi ke gav may main road pe pipeline leakage hai | Closed | 10-03-2026 |
| 16 | 185839 | jitendra singh | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Jeetamau Jeejamau Kalan |
prarthi ke gav may main road pe pipeline leakage hai | Closed | 10-03-2026 |
| 17 | 185703 | dinesh sharma | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gondlamau Gondlamau |
2 jgh pipeline damage hai jis wjh se sadak pe pani bharta hai ane jane mein dikkat hoti hai | Closed | 10-03-2026 |
| 18 | 185465 | manoj kumar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Nasirabad |
prarthi ke gav may pani ki supply 2 month se nahi ho rahi hai | Closed | 09-03-2026 |
| 19 | 185201 | dhirender singh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Jeetamau Jeejamau Kalan |
1.5 month se pure gao mein supply nhi mil rahi hai gao walo ko pani ki bht dikkat hai | Closed | 07-03-2026 |
| 20 | 185055 | sandeep | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Jeetamau Jeejamau Kalan |
15 din se pure gao mein supply nhi mil rahi hai gao walo ko pani ki bht zyada dikkat hai | Closed | 06-03-2026 |
| 21 | 184217 | sandeep kumar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Jeetamau Jeejamau Kalan |
prarthi ke gav may 10 din se pani ki supply nahi ho rahi hai | Closed | 28-02-2026 |
| 22 | 180924 | pahalwan | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
pipeline leakage hai jis wjh se adhe gao mein supply nahi milti hai garmi ka mausam hai pani ki dikkat hai ,wire chori ho gya hai | Closed | 07-02-2026 |
| 23 | 180830 | amrej kumar | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
prarthi ke gav may pipeline leakage hai 3 din se samasya ho rahi hai | Closed | 06-02-2026 |
| 24 | 179007 | Sarvesh Kumar | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Nimauchi Nibauchi |
prarthi ke gav may pipeline leakage hai,pani ke supply badhit ho rahi hai ,bahut samasya ho rahi hai | Closed | 21-01-2026 |
| 25 | 178879 | ankit | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Raipur Kunwarpur Raipur Kuwarpur |
prarthi ke gav may pani ki supply 6 din se nahi ho rahi hai,pani ki supply regular nahi hoti hai | Closed | 20-01-2026 |
| 26 | 177837 | irshad ali | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Kasmanda Bambhera Bambhera |
prarthgi ke gav may pani ki supply 3 month se nahi ho rahi hai , | Pending | 10-01-2026 |
| 27 | 176375 | sattyam | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Victoriya Grant Haluwapur |
pipeline damage ho gyi hai jis wjh se supply bhi band hai pani ki bht zyada dikkat hai | Closed | 26-12-2025 |
| 28 | 176152 | anuj kumar rana | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Mulahimpur Arjunpur |
prarthi ke gali may pipeline leakage hai bahut samasya ho rahi hai | Closed | 24-12-2025 |
| 29 | 175963 | Anuj kumar rana | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Mulahimpur Arjunpur |
sir mere gali ne water supply pipeline damage ho gai hai jis se raste me pani hi pani bhar jata hai ham logo ko bahut paresani hoti hai ane our jane me kripya aap se nivedan hai ki es samasya ka jald se jald samadhan kijiye dhanyavaad | Closed | 22-12-2025 |
| 30 | 174957 | rishi kumar gupta | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
prarthi ke gav may pipeline bichane ke lea nali khod dea gya hai use thik nahi kea ja raha hai | Closed | 13-12-2025 |
| 31 | 174708 | sarvesh kumar verma | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Kainpur Kainpur |
panel ke tar cut kar dye hai jis wjh se supply badhit hai pani ki bht zyada dikkat hai | Closed | 11-12-2025 |
| 32 | 174613 | v.k.chaudhary | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Binaura Binaura |
prarthi ke gav may 2-3 month se pani ki supply nahi ho rahi hai | Closed | 10-12-2025 |
| 33 | 174510 | rupesh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Madnapur Madanpur |
jab supply start hui thi 15 din supply di gayi hai uske bad se aj tak pani nahi mila hai pani ki bht zyada dikkat hai /pipeline bhi damage hai | Closed | 09-12-2025 |
| 34 | 174360 | chanbdar prakash | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Binaura Binaura |
2-3 month se pure gao mein supply nhi mil rahihai pani k dikkat hai | Closed | 08-12-2025 |
| 35 | 173707 | Sandeep Kumar | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Raipur Devsingh Raipur Deosingh |
prarthi ke gav may pipeline leakage hai ,pani ki supply regular nahi ho rahi hai | Closed | 02-12-2025 |
| 36 | 173516 | Vijay Pal | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
prarthi ke ghar mein jjm ka connection nahi hua hai supply ki bht prob hoti hai | Closed | 29-11-2025 |
| 37 | 173498 | KESHAV RAMDHAR | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
prrathi ke gav may pani ki supply 4 din se nahi ho rahi hai | Closed | 29-11-2025 |
| 38 | 171264 | Sarvesh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Kainpur Kainpur |
solar panel ke tar cute hue hai jis wjh se 2 din se supply badhit hai | Closed | 11-11-2025 |
| 39 | 170825 | Kum Kum | WATER QUALITY COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Shadi Fattepur Shadipur |
prarthini ke ghar mein jjm ka connection nahi kiya aswasan diya jata hai hai lekin karwai nahi hui hai | Closed | 08-11-2025 |
| 40 | 170678 | Sanjay Kumar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Jeetamau Jeejamau Kalan |
prarthi ke adhe gav may pani ki supply nahi ho rahi hai,1 month se | Closed | 07-11-2025 |
| 41 | 169513 | Jay Pal | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
prarthi ke ghar ka connection main pipeline se joint nahi kiya hai isse phle shikiyat ki thi to bnane gye the dusre ki ghr ki pipeline jod di gayi hai jo bnane gye the bola hai nhi krege prarthi ko pani ki dikkat hai old code -144861 | Closed | 29-10-2025 |
| 42 | 168331 | AMIT AWASHTHI | WATER QUALITY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
prarthi ke gav may kuch gharo may connection nahi hua hai | Closed | 17-10-2025 |
| 43 | 166435 | Ankit | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Raipur Kunwarpur Shahpur |
prarthi ke gav may 2 din se pani ke supply nhi ho rahi hai | Closed | 10-10-2025 |
| 44 | 166309 | Babu Ali | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Shadi Fattepur Shadipur |
prarthi ke gaw me supply nhi aa rhi h. pani ki bahot killat h aur tnki ki supply nhi mil rhi h. gaw ka handpump ka pani bahot dushit h. operator ka khna h. upr se aadash aaya h ki pani bnd kr do | Closed | 09-10-2025 |
| 45 | 165632 | pyarelal | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Shahjahanpur Shahjahanpur |
prarthi ke gav may 5 din se pani ke supply nahi ho rahi hai | Closed | 07-10-2025 |
| 46 | 164278 | Pahalwan | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
prarthi ke gav may pani ke supply ke 5 din se nahi ho rahi hai , | Closed | 27-09-2025 |
| 47 | 164076 | Vimal Verma | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
Hamare aas pados ki sabhi Tanki main pani aa raha hai keval humari hi Tanki pani nahi aa raha | Closed | 27-09-2025 |
| 48 | 163945 | Sarvesh Kumar | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Nimauchi Nibauchi |
prarthi ke gav may pipeline leakage hai,pani ke supply badhit ho rahi hai ,bahut samasya ho rahi hai | Closed | 26-09-2025 |
| 49 | 163537 | Dinesh Sharma | WATER QUALITY COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gondlamau Gondlamau |
kyi jgh pipeline fault hai /jis wjh se ghron mein ganda pani jata hai pani jata hai gao me ganda pani jata hai | Closed | 24-09-2025 |
| 50 | 161496 | Channulal | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Ruknapur Ruknapur |
connection baki hai /supply start nahi hui hai /sadak damage hai | Closed | 17-09-2025 |
| 51 | 161088 | Roopmati | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Kasmanda Bambhaura Bambhaura |
supply star nahi hui hai /kuch connection baki hai | Closed | 15-09-2025 |
| 52 | 160639 | Ashish Kumar | WATER QUALITY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Shahjahanpur Shahjahanpur |
conmnection nahi hua hai ,pani ke supply nahi ho rahi hai ,pipeline ka kaam pura nahi hua hai ,road damage hai | Closed | 13-09-2025 |
| 53 | 160388 | Vikram | WATER QUALITY COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Belamau Kalan Belamau Khurd |
connection baki hai ,pipeline leakage hai ,road damage hai | Closed | 12-09-2025 |
| 54 | 158964 | Shayam Nandan | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Belamau Kalan Belamaukala |
pipeline leak hai jis wjh se prarthi ke samne or puri gali bhra rhta hai ane jane mein dikkat hoti hoti hai | Closed | 08-09-2025 |
| 55 | 158200 | Maya Prakash Pandey | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Shadi Fattepur Shadipur |
prarthi ke gav shadipur may pani ke supply nahi ho rahi hai ,dusre block ke log pipeline chori se joint kar lea hai ,dusre gram sabha may pani ke supply ho rahi hai | Closed | 05-09-2025 |
| 56 | 155188 | nand kishore | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
15-20 din se pure gao mein supply nahi mil rahi hai gao mein pani ki bht dikkat hai | Closed | 22-08-2025 |
| 57 | 154989 | Amarendar Kumar Mourya | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
prarthi ke gaw me 15 din se supply bnd h. pani ki bahot dikkat h. aur tnki ki supply bnd h. tnki ki wire chori ho gyi h. | Closed | 21-08-2025 |
| 58 | 154693 | Kum Kum | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Shadi Fattepur Shadipur |
prarthini ke ghar mein jjm ka connection nahi kiya aswasan diya jata hai hai lekin karwai nahi hui hai | Closed | 19-08-2025 |
| 59 | 154496 | Devender Kumar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Saraura Saraura |
Solor panal ke waire cut ho Jane ke Karan gaon me Pani ki supply nahi ho pa rahi h jiske Karan Pani ki kafhi samasya Ho rahi h | Closed | 17-08-2025 |
| 60 | 154351 | Amrendra Mourya | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
5 दिन से गांव में पानी सप्लाई बंद हो गई है | Closed | 15-08-2025 |
| 61 | 154350 | Amrendra Mourya | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
5 दिन से गांव में पानी सप्लाई बंद हो गई है | Closed | 15-08-2025 |
| 62 | 154349 | Amrendra Mourya | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
5 दिन से गांव में पानी सप्लाई बंद हो गई है | Closed | 15-08-2025 |
| 63 | 153604 | ajit | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Asodhar Asodhar |
prarthi ke gaw me supply nhi aa rhi h. pani ki bahot dikkat h | Closed | 06-08-2025 |
| 64 | 152835 | Ashish Awasthi | WATER QUALITY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
prarthi ke ghar pe pipeline ka kaam sahi tarike se nahi kea gya hai pani waste ho raha hai | Closed | 30-07-2025 |
| 65 | 152708 | Sanjay | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
sadko par din bhar paani bahta rhta hai toti nhi lagaya gya hai / paani bhut barbad hota hai | Closed | 29-07-2025 |
| 66 | 152707 | Sanjay | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
sadko par din bhar paani bahta rhta hai toti nhi lagaya gya hai / paani bhut barbad hota hai | Closed | 29-07-2025 |
| 67 | 151983 | Parthi | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Asodhar Asodhar |
prarthi ke gaw me 10 din se supply bnd h. gaw me pani ki bahot dikkat h aur tnki ki supply bnd pdi h. | Closed | 24-07-2025 |
| 68 | 151785 | Ankit | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Raipur Kunwarpur Raipur Kuwarpur |
prarthi ke gaw me do din se supply nhi aa rhi h. | Closed | 23-07-2025 |
| 69 | 150804 | pyare lal | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Shahjahanpur Shahjahanpur |
prarthi ke ghr me supply nhi aa rhi h. pani ki bahot dikkat h. | Closed | 14-07-2025 |
| 70 | 150765 | Shivraj Sharma | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Rampur Nawagaon Raipur Nawagaon |
prarthi ke gaw me supply nhi aa rhi h. pipe line ka kam pending h. connection baki h. | Closed | 14-07-2025 |
| 71 | 150470 | anupam | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Raipur Kunwarpur Raipur Kuwarpur |
prarthi ke gav may 1 din se pani supply nahi ho rahi hai | Closed | 11-07-2025 |
| 72 | 150051 | Ankit | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Raipur Kunwarpur Raipur Kuwarpur |
prarthi ke gav may 2 din se pani ke supply nahi ho rahi hai | Closed | 07-07-2025 |
| 73 | 149669 | mangu lal | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Fatteypur Meera Bihad Fatteypur Meera Bihand |
prarthi ke aadhe gaw me supply nhi aa rhi h. aadhe gaw me supply aa rhi h. pani ki bahot dikat h | Closed | 02-07-2025 |
| 74 | 148442 | JINENDRA | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
गाँव में 8 दिनों से पानी आना बंद हो गया है । | Closed | 21-06-2025 |
| 75 | 148423 | pyare lal | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Shahjahanpur Shahjahanpur |
prarthi ke gaw me shm ko sirf supply chhori jati h. subah dophr me supply nhi milti h. pump operator bolte h. janwar ko nahlane ke liye wo shm ko supply kholte h | Closed | 21-06-2025 |
| 76 | 146242 | pahlwaan | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
pipeline leakage hai jis wjh se adhe gao mein supply nahi milti hai garmi ka mausam hai pani ki dikkat hai | Closed | 06-06-2025 |
| 77 | 146236 | Ankit | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Raipur Kunwarpur Raipur Kuwarpur |
2 din se supply nahi mi rahi hai pani ki bht dikkat hai | Closed | 06-06-2025 |
| 78 | 145034 | vibhu sankar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
pipeline leakage hai jis wjh se prarthi ke ghar ke peeche pani bhar hai dewaar girne ki sasanka hai | Closed | 29-05-2025 |
| 79 | 144861 | jay pal | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
prarthi ke ghar ka connection main pipeline se joint nahi kiya hai | Closed | 28-05-2025 |
| 80 | 144411 | Kum Kum | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Shadi Fattepur Shadipur |
prarthi ke ghar mein jjm ka connection nahi kiya aswasan diya jata hai hai lekin karwai nahi hui hai | Closed | 24-05-2025 |
| 81 | 144069 | ANKIT | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Raipur Kunwarpur Raipur Kuwarpur |
3 din se ppaani ki supply poore gaaw me nhi diya ja rha h | Closed | 22-05-2025 |
| 82 | 143884 | jaypal | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
prarthi ke ghar mein supply nhi milti hai pani ki bht dikkat hai | Closed | 21-05-2025 |
| 83 | 143880 | dhiraj | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Asodhar Asodhar |
proper supply nahi di jati hai /time se supply nhi di jati hai /gao mein pani ki prob rehti hai | Closed | 21-05-2025 |
| 84 | 143601 | harinam | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Besauli Pakar Narainpur |
1 hapte se sadak ke pas pipeline leak ho rha hai paani sadak par bhar ja rha hai aadhe gaaw me connection nhi hua hai shikayat par | Closed | 19-05-2025 |
| 85 | 143398 | Devendra kumar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Saraura Saraura |
Pani ki tanki pe jo solar system laga hua h jiski wajah se motar chalta h uss solar ke waire cut Gaye h jiski wajah se 2 maheene se pani nahi aa raha hoafhi dikkat h . | Closed | 16-05-2025 |
| 86 | 142535 | sarvesh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
1 hafte se puri gram panchayat mein supply nahi milti hai gao mein pani ki dikkat hoti hai | Closed | 03-05-2025 |
| 87 | 142294 | sanjay | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
proper supply nahi milti hai or tab bhi nhi lage hai gao walo ko pani ki dikkat hai | Closed | 01-05-2025 |
| 88 | 141744 | abhishek | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Saraura Saraura |
पानी की बहुत ज्यादा समस्या है। 7 साल से हैंडपंप खराब पड़ा है। 2 महीने से जल जीवन मिशन के तहत बनी पानी की टंकी भी खराब पड़ी है। जिससे गाव में पानी के कारण जानवर और घरेलू समस्याएं भी है। कृपया करके इस समस्या का समाधान जल्दी करने की कृपा करें । धन्यवाद | Closed | 25-04-2025 |
| 89 | 141604 | rubi | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ranuapara Khempur |
parthi ke gao me supply nahi mil rahi hai pani ki bht dikkat hai | Closed | 23-04-2025 |
| 90 | 141542 | girish | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Saraura Saraura |
Prarthi k gaon me tanki par wire cut gya hai supply band hai 2 month se prob. ho rahi hai | Closed | 23-04-2025 |
| 91 | 141438 | nagma | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Rampur Nawagaon Raipur Nawagaon |
9 month se supply nahi mil rahi hai pani ki dikkat hai | Closed | 22-04-2025 |
| 92 | 141410 | abhishek | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Saraura Saraura |
1.5 month se supply band hai jai garmi a gyi hai gao walo ko or janwaro ko pani ki dikkat hai /gao ke hand pump bhi khrab hai /pani ki dikkat hai | Closed | 22-04-2025 |
| 93 | 141025 | mohd shafeeq | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ranuapara Khempur |
Prarthi k ghar par pani ki supply nahi mil rahi hai or sath he adhe gaon me pani ki supply nahi mil rahi hai | Closed | 17-04-2025 |
| 94 | 140279 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
Prarthi shri amrendra kumar ji k gaon me pani ki supply nahi mil rahi h or tanki par keo bhi operator nahi hai jis karan tanki par pani chala kar wha par barbad kiya ja rha hai | Closed | 02-04-2025 | |
| 95 | 139958 | shri arun kumar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Gaddipur Gaddipur |
सर/मैम जी नमस्ते मै शोभित पाण्डेय निवासी ग्राम चितहरी ग्राम सभा गद्दीपुर -चितहरी विकासखंड खैराबाद जिला सीतापुर जल जीवन मिशन के तहत जो सरकार की योजना के अंतर्गत हर घर जल के लिए जो टोटी घर के बाहर लगी है इनमे कुछ लोगो के यहाँ जल आपूर्ति हो रही लेकिन कुछ घर ऐसे है जिनके यहाँ टोंटी नहीं लगी केवल पाइप लगा ब्लू वाला उनके यहाँ आपूर्ति हो रही और हमलोगो के यहाँ टोंटी भी लगी लेकिन आपूर्ति नहीं आ रही एक दो म | Closed | 29-03-2025 |
| 96 | 138682 | devender kumar | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Saraura Saraura |
devender kumar taki ke pas ke electric tar cut kar liye gaye hai jis wjh se 6 din se gao walo ko pani ki supply nahi milti hai | Closed | 20-03-2025 |
| 97 | 137841 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Chhawan Chhawan |
Prarthi shri ram pal gautam ji k (alhaiapur) ghar par abhi tak JJM ka connection nahi diya gaya hai | Closed | 10-03-2025 | |
| 98 | 137575 | anshul | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
Prarthi shri anshul verma ji k gram panchayat me pani ki supply band hai 7-8 din ho gaye hai or gaon me pani ki bahut jada prob. ho rahi hai | Closed | 08-03-2025 |
| 99 | 137419 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
Prarthi shri amrendra kumar ji k gaon me pani ki supply nahi mil rahi hai or pahele bhi band hua tha supply tab adhe gaon me par ab pure gaon me supply band ho gayi hai | Closed | 07-03-2025 | |
| 100 | 137148 | raghvender | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Banpur Banpur |
shubham main highway pe pipeline damage hai jis wjh se 15-20 din s parthi ke gao mein supply nahi ati hai pani ki dikkat hai | Closed | 05-03-2025 |
| 101 | 137000 | raghvender | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Rampur Nawagaon Raipur Nawagaon |
raghvender 6 month se parthi ke gao mein pani nahi a rha hai gao mein pani ki dikkat hai | Closed | 04-03-2025 |
| 102 | 136390 | amit | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Gaddipur Gaddipur |
Prarthi shri amit kumar ji k gaon me pani ki supply start nahi hue hai or jo tanki k pas me gaon h unme pani ja rha hai par prarthi k gaon me pani nahi mil raha hai | Closed | 25-02-2025 |
| 103 | 136172 | sanjay | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
sanjya 4-5 din parthi ke ghar mei pani nahi ata hai or kch jagah pipeline bhi leak hai | Closed | 24-02-2025 |
| 104 | 135495 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Jajpur Jajpur |
ashwani tanki ban chuki hai lekin proper pani nahi milta hai pani ki bht prob hoti hai | Closed | 18-02-2025 | |
| 105 | 132679 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Asodhar Asodhar |
महोदय आपको अवगत कराना है की पोस्ट खैराबाद जिला सीतापुर के अंतर्गत आने वाला गांव आसोधर में दिन में सिर्फ एक बार 10 से 15 मिनट के लिए पानी आता है वो भी बहुत कम प्रेशर से पंप आपरेटर को इस बारे में सूचना देने पर वो कहता है की हमे सिर्फ टंकी चालू करके फोटो भेजना होता है बस फिर वो पानी बंद कर देता है कुछ लोगो के नल में बिलकुल भी पानी नहीं आता है। कृपया इस बात को संज्ञान में लेते हुए | Closed | 31-01-2025 | |
| 106 | 131887 | SAVIK | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Asodhar Asodhar |
connection baki h. pipe line leak kr rhi h. road damage h. | Closed | 27-01-2025 |
| 107 | 128832 | rajesh kumar | ROAD CUTTING COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Besauli Besauli |
Rajesh kumar ji connection baki h. testing ki jaa rhi h. road damage h. unko repair nhi kiya jaa rha h. | Closed | 04-01-2025 |
| 108 | 126705 | ankit | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
Prathi shri ankit yadav ji k gaon me pani ki supply abhi tak start nahi hue hai. | Closed | 18-12-2024 |
| 109 | 125801 | amit raj[po | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
Prathi shri amit rajput ji k gaon me pani ki supply nahi mil rahi hai or tanki bane hue hai 2 sal ho gaye hai abhi tak koe pani nahi mila hai supply me. | Closed | 09-12-2024 |
| 110 | 125586 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
Prathi shri puneet ji ghar k sath he adhe gaon me pani ki supply nahi aa rahi hai 15-20 din se prob. ho rahi hai | Closed | 07-12-2024 | |
| 111 | 125333 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Chhawan Chhawan |
Prathi shri kailash kumar shukla ji gaon me pani ki supply nahi mil rahi hai kabhi bhi regular or tanki par jo pump operator bhag jata hai aapne ghar par jis karan gaon me pani ki bahut jada prob. ho rahi hai | Closed | 05-12-2024 | |
| 112 | 124978 | junaid ahmad | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Behta Akbarpur Akabarpur |
junaid ahmad parthi ke ghar mein abhi tak connection nahi hua hai | Closed | 30-11-2024 |
| 113 | 124901 | RADHE SHAYAM | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
ashish awasthi jab se tanki tb se aj tak supply nhi mili hai | Closed | 29-11-2024 |
| 114 | 124887 | AMIT AWASHTHI | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
amit awasthi 5-6 jagah pipeline fault hai jis wjh se gao mein supply nahi milti hai | Closed | 29-11-2024 |
| 115 | 124763 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ahewa Ahewa |
Prathi shri keshav ram ji gaon me pani ki supply nahi mil rahi hai jabse connection hue hai tabse ekbar bhi supply nahi mili hai | Closed | 28-11-2024 | |
| 116 | 124645 | amrendra | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Jagna Jagna |
Prathi shri amendra kumar maurya ji k ghar k sath he adhe gaon me pani ki supply nahi mil rahi h jo ghar tanki k pas me h unme supply mil rahi hai 7-8 din se prob. ho rahi hai | Closed | 27-11-2024 |
| 117 | 124487 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Shahjahanpur Shahjahanpur |
Prathi shri pyare lal ji gaon me pani ki supply nahi mil rahi hai 1 sal me 2 bar pani mil raha hai or baki gaon me pani ki supply mil rahi hai or jis gaon ka pump operator jis gaon ka waha supply proper chalti rahti hai | Closed | 25-11-2024 | |
| 118 | 124368 | girish | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Saraura Saraura |
Prathi Shri girish bajpayi ji k gram panchayat me tanki cable cut kar gayi thi 2 month pahele par abhi tak usko thik nahi karwaya gaya hai supply band hai | Closed | 25-11-2024 |
| 119 | 123057 | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Kasmanda Khurda Khurda |
Prathi shri raj kumar advocate ji k ghar k pas me pipeline leak kar raha hai main road par jis karan gaon me bahut jda prob. ho rahi or pani bhi barbad ho raha h pani bhi badhit ho raha hai or supply bhi ganda aa raha hai or bar bar wahi se leak kar raha hai | Closed | 09-11-2024 | |
| 120 | 121965 | shivraj shrama | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Rampur Nawagaon Raipur Nawagaon |
Prathi shri shivraj shrama ji k ghar par abhi tak JJM ka connection nahi hua hai or baki gaon me ho gaye hai | Closed | 25-10-2024 |
| 121 | 121456 | rama kant | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Paharpur Paharpur |
prathi shri pramod kumar ji ghar par pani ki supply nahi mil rahi hai gaon me bhi se connection me supply nahi mil rahi hai or jo log chek karne aate hai un logo ko bhi bola par sirf bol kar chale jate hai ki thik ho jayega par koe aata hai | Closed | 19-10-2024 |
| 122 | 121248 | ram khilwan | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Mishrikh Barmi Burmi |
ram khiaun sadak sarr gao ki cutting kar di gayi hai lekin abhi tak repair nahi kiya hai ane jane mein dikkat hoti hai | Closed | 17-10-2024 |
| 123 | 120980 | kusuma devi | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ranuapara Rauapara |
Prathini smt. kusuma devi ji k ghar par pani ki supply nahi mil rah h or baki gaon me pani mil raha hai | Closed | 15-10-2024 |
| 124 | 118043 | sushma | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ranuapara Rauapara |
sushma devi jabse tanki bani hai parthi ke ghar mein supply nahi milti hai pani ki prob hai | Closed | 14-09-2024 |
| 125 | 117918 | rishi kumar gupta | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
Prathi shri rishi kumar gupta ji gaon me abhi tak jo connection diya gaya hai usme abhi tak TAP nahi laga hai or leak kar rahi hai or road ko bhi thik nahi kiya gaya hai or bar bar complain karne par bhi koe response nahi de raha hai | Closed | 13-09-2024 |
| 126 | 117755 | nitish gupta | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Rampur Nawagaon Raipur Nawagaon |
Prathi shri nitish gupta ji k ghar k sath he 4-5 ghar me abhi tak JJM ka connection nahi hua hai or baki gaon me connection ho gaye hai | Closed | 11-09-2024 |
| 127 | 117617 | mewalal | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
mewalal 2-3 ghr mein pipeline nahi dali gayi hai connection ki zarurat hai | Closed | 09-09-2024 |
| 128 | 117540 | c.p mishra | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Binaura Binaura |
c.p mishra connection ho gye hai lekin proper supply nahi milti hai or time se bhi supply nahi dete hai | Closed | 06-09-2024 |
| 129 | 117396 | khushi ram | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ranuapara Rauapara |
khushi ram ji ke ghr ki toti leak ho rahi hai jiski wjh se pani waiste ho raha hai 2-4 ghr mein toti nahi lagi hai or na hi supply ja rahi hai | Closed | 04-09-2024 |
| 130 | 117286 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Saraura Saraura |
kanhiya lal pipeline bht fault hai jiski wjh se saaf supply nahi mil rahi hai bht slow supply ati hai | Closed | 02-09-2024 | |
| 131 | 116233 | shri devendra kumar yadav | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Paenaika Sarai Jeet |
shri devendra kumar yadav ji prathmik school me jo connection diya gaya hai wo open hai jis me se lagatar pani nikal raha hai or bar bar bolne par bhi koe response nahi mil raha hai | Closed | 17-08-2024 |
| 132 | 115603 | shivraj sharma | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Rampur Nawagaon Raipur Nawagaon |
shri shivraj sharma ji Prathi k ghar k side me abhi tak JJM ka pipeline bhi nahi padi hai or baki gaon me connection nahi hue hai | Closed | 09-08-2024 |
| 133 | 114376 | shivraj | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
gaon me jo pipeline padi hai wo leak kar rahi hai 1 month se bar bar bolne par bhi koe response nahi mil rahi hai | Closed | 27-07-2024 |
| 134 | 114285 | chandravati | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Shadi Fattepur Shadipur |
prathini k ghar par abhi tak JJM ka connection nahi diya gaya hai | Closed | 26-07-2024 |
| 135 | 114132 | Archna | WATER QUALITY COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gondlamau Deori Khurd |
Archna | Closed | 24-07-2024 |
| 136 | 113755 | ajit | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Asodhar Asodhar |
Prathi k ghar me or gaon me kuch ghar h pani ki supply start nahi hue hai jabse supply start hue h tabse ye prob. ho rahi h | Closed | 19-07-2024 |
| 137 | 113505 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Laharpur Shadi Fattepur Shadipur |
gaon me jo connection hue hai un connection hue hai unme tap nahi laga hai jis karan gaon me pani lagatar bahta rahta hai pure gaon me pani bhar ja raha or gaon me jo road ko thik nahi kiya gaya | Closed | 16-07-2024 | |
| 138 | 112405 | SAVIK | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Asodhar Asodhar |
connection baki hai ek connection k 300 rupay mangte hai sadak bhi damage hai | Closed | 29-06-2024 |
| 139 | 112401 | jasvindar | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Rauna Rauna |
connection baki hai sare ghr mein supply nahi hai pipreline k kaam adhura hai sadak bhi damage hai kaam band hai | Closed | 29-06-2024 |
| 140 | 112400 | VINODNI DEVI URF GIRJA | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Ranuapara Rauapara |
40% connection baki hai supply nahi milti hai sadak bhi damage hai | Closed | 29-06-2024 |
| 141 | 100184 | shraddha | WATER QUALITY COMPLAINTS |
Sitapur Mishrikh Barmi Burmi |
abhi tk mere ghar pe pipeline nhi bichi na hi paani aaya hai | Closed | 16-06-2024 |
| 142 | 100228 | Girja | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
3 gaav ki supply nahi hai 3 gaav ki supply hai lalpur punnapur madirabad mein paani nahi hai | Closed | 16-06-2024 |
| 143 | 111546 | Srikant | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Shahjahanpur Shahjahanpur |
सेवा में श्रीमान जी प्रार्थी श्रीकांत पुत्र कमलेश चंद्र व पास के ही दो लोग और अर्जुन, रेखा देवी जल कनेक्शन करवाना चाह रहे हैं, जब कनेक्शन करने वाले लोग खोदने लगे तो मना कर दिया जिसमें पास के ही मन्नालाल पुत्र रामपाल मन कर रहा है वह कह रहा है की चमारों का जल कनेक्शन इधर से नहीं होगा अतः श्रीमान जी से निवेदन है की जल कनेक्शन करवाने की कृपा करें। महान कृपा होगी | Closed | 11-06-2024 |
| 144 | 111545 | Srikant | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Shahjahanpur Shahjahanpur |
सेवा में श्रीमान जी प्रार्थी श्रीकांत पुत्र कमलेश चंद्र व पास के ही दो लोग और अर्जुन, रेखा देवी जल कनेक्शन करवाना चाह रहे हैं, जब कनेक्शन करने वाले लोग खोदने लगे तो मना कर दिया जिसमें पास के ही मन्नालाल पुत्र रामपाल मन कर रहा है वह कह रहा है की चमारों का जल कनेक्शन इधर से नहीं होगा अतः श्रीमान जी से निवेदन है की जल कनेक्शन करवाने की कृपा करें। महान कृपा होगी | Closed | 11-06-2024 |
| 145 | 111060 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Kainpur Kainpur |
gaon me pani ki supply nahi aa rahi hai 2-3 din se or jab tanki pa pump operator se complain kiya to bataya gaya hai ki uper se adesh hai ki pani nahi dena hai | Closed | 04-06-2024 | |
| 146 | 100676 | uttam kumar | ROAD CUTTING COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Paharpur Laddupur |
road damage hai jo abhi tak thik nahi hue hai. | Closed | 16-05-2024 |
| 147 | 100724 | radhe shyam | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Raipur Devsingh Raipur Deosingh |
road kharab hai or bahut jagha par connection nahi hue hai sirf 2 majaro me connection hua hai. | Closed | 16-05-2024 |
| 148 | 100727 | ram nath | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Kasmanda Paisiya Paisiya |
road kharab padi hai thodi thodi or tanki me thik quality use nahi ho raha hai. | Closed | 16-05-2024 |
| 149 | 101736 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Nasirabad |
pani ki supply aaj tak kabhi bhi nahi mili bar bar bolne par bhi koe karwahi nahi ho rahi hai. | Closed | 16-05-2024 | |
| 150 | 109737 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Belamau Kalan Belamaukala |
gaon me pani ki supply 8 din se edkam band padi hue hai jis karan gaon me bahut jada prob. ho rahi hai | Closed | 29-04-2024 | |
| 151 | 109467 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Nasirabad |
gaon me jo tanki bani hai waha par koe pump operator nahi hai jis karan gaon me aaj tak pani ki supply start nahi hue hai or gaon me pani ki bahut jada prob. ho rahi hai | Closed | 19-04-2024 | |
| 152 | 109422 | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Belamau Kalan Belamaukala |
gaon me pipeline leak kar rahi hai joint par jis kkaran sara pani as pas khet me bhar ja raha hai or sath he jo connection hai usme pani nahi aa rha hai gaon me pani ki prob. ho rahi hai or sathi he khet me fasal bhi barbad ho rahi hai | Closed | 18-04-2024 | |
| 153 | 109421 | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Belamau Kalan Belamaukala |
gaon me pipeline leak kar rahi hai joint par jis kkaran sara pani as pas khet me bhar ja raha hai or sath he jo connection hai usme pani nahi aa rha hai gaon me pani ki prob. ho rahi hai or sathi he khet me fasal bhi barbad ho rahi hai | Closed | 18-04-2024 | |
| 154 | 102066 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Banpur Banpur |
mere ghar par JJM ki yojan ka lab mere ghar ko nahi diya ja raha hai or thekedar ko bar bar bolne par bhi koe karwahi nahi ho rahi hai waha k kuch dabang logo k karan mere ghar me connection nahi diya ja raha hai or dabang logo ne sarkari zamin par awadha kabza kar liya hai jis karan ya samasa aa rahi hai. | Closed | 16-04-2024 | |
| 155 | 109153 | vijay datt awasthi | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Belamau Kalan Belamaukala |
gaon me kuch ghar rah gaye hai jaha connection nahi diya gaya hai kripya connection dena ki kripa kare | Closed | 08-04-2024 |
| 156 | 109074 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Perai Raipur Andauli |
महोदय पानी कभी आता है कभी नहीं आता है आता है तो गेगुलर कोई समय निर्धारित न होने के कारण ग्राम वासियों को जल संकट से जूझना पड़ रहा है गर्मियों का महीना है कृपया पानी सप्लाई को नियमित करने की कृपा करें | Closed | 06-04-2024 | |
| 157 | 104239 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Paharpur Paharpur |
prathamik vidyaly me jo connection diya gaya hai wo bahut galat jagha de diya gaya hai unko bola gaya ki connection 2 meter age karne k liye bola gaya to unhone mana kar diya hai | Closed | 16-03-2024 | |
| 158 | 105279 | rishi kumar gupta | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
Gaon me jo pipeline pad rahi hai wo 1.5 Sal se jada ho gaye hai abhi bhi kaam Pura nahi hua hai pipeline ka or kaam bhi bahut time se band pada hua hai or gaon me road bhi kharab padi hue hai jisko thik nahi kiya ja raha hai hai or bar bar bole par koe karwahi nahi ho rahi hai | Closed | 16-03-2024 |
| 159 | 105408 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Nasirabad |
Gaon me pani ki supply band hai bahut time se or koe bhi karwahi nahi ho rahi usko thik karne k liye. | Closed | 16-03-2024 | |
| 160 | 107994 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
gaon me jo road thik ki ja rahi hai wo manak k anusar nahi ho rahi hai or jab bola gaya to engineer jo the unhone achhe se response nahi diya chilla kar baat kar rahe the. | Closed | 13-03-2024 | |
| 161 | 107764 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Kusuma Kusuma |
gaon me road kharab padi hue hai usko abhi tak thik nahi kiya gaya hai or gaon me pani ki supply bhi abhi start nahi hue hai. | Closed | 05-03-2024 | |
| 162 | 107449 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Chhawan Chhawan |
gaon me jo pani ki supply ho rahi hai wo bahut dhere ho rahi jis karan pani nai mil pa raha hai har connection tak or gaon me bahut jagha pani leak kar raha hai jis karan road par pani bhar raha hai or gaon me road bhi thik nahi kiya gaya hai bahut he kharab padi hue hai jo kaam hua hai wo thik se nahi kiya gaya hai or bar bar bolne par koe karwahi nahi ho rahi hai | Closed | 26-02-2024 | |
| 163 | 107205 | kamal devi | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Banpur Banpur |
connection baki h supply start nhi hui h sadak bhi damage h kaam band hai | Closed | 21-02-2024 |
| 164 | 107202 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Hargaon Belamau Kalan Belamaukala |
gaon me connection diya gaya hai pakariya ka ped hai waha shri vinod k ghar par wo unke ghar k bahar khadanga me de diya gaya hai or jis karan bahut samsya ho rahi hai or bar bar bolne par bhi usko thik jagha par nahi lagaya ja raha hai | Closed | 21-02-2024 | |
| 165 | 107120 | sudheer | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Ealliya Paenaika Paenaika |
gaon me pani ki supply 10 din se nahi ho rahi hai or tanki ka sanchalan karne k liye koe bhi ab nahi hai. | Closed | 19-02-2024 |
| 166 | 106943 | sarvesh | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Kasmanda Kursanda Kursanda |
abhi kuchh connection nahi hue hai , pipe line lekage hai , road damage hai | Closed | 13-02-2024 |
| 167 | 106633 | sanju devi | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
kuch bki h connection 2 gaon me pani ja rha h do gaon me ni ja rha h khi khi pipeline leak kr rahi h sadake damage padi hui h | Closed | 09-02-2024 |
| 168 | 106139 | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Gondlamau Gopalpur Poorvi Gopalpur |
2 month phle connection hue the naseerabd mein abhi tk supply nhi mili h | Closed | 05-02-2024 | |
| 169 | 105893 | OMKAR | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Sidhauli Lahurewan Lahurewan |
kch connection baki h supply start nhi milta h sadak sari damage h gaddhe bhi ho rkhe h kaam dhere chlta h | Closed | 02-02-2024 |
| 170 | 105888 | MOHINI DEVI | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Sitapur Khairabad Binaura Binaura |
kch connection baki h supply nhi milti h sadak bhi damage jiski wjh s gao walo k bht dikkt ho rhi h logo k accident b hote h kaam bnd h | Closed | 02-02-2024 |